Monday, March 14, 2005

Aagahi

aagahi !
aagahi !
aik sawal!
mai bhala kaun hoon?
kia hai mera jawaz?
yaad rakhna hai kia?
bhool jana hai kia?
kaun batlaye ga?
kis se mangoon jawab?
apni sochon mai youn hi ulajhti rahoon?
peechay dekhoon ya agay mai berhati rahoon?
dhundhli fikron mai khoyee rahoon kab talak?
hai kahan roshni?

BY:Fatima Hasan

No comments: